1 "Jab tak baithne ko na kaha jaaye, chup chap sharafat se khade raho. Yeh police station hai, tumhare baap ka ghar nahin." – Zanjeer (1973)
2 "Aaj khush to bahut hoge tum." – Deewaar (1975)
3 "Tumhara naam kya hai Basanti?" - Sholay (1975)
4 "Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai... ki zindagi teri zulfon ki narm chhaon main guzarne na paati to shadab ho bhi sakti thi." - Kabhi Kabhie (1976)
5 "Don ko pakadna mushkil hi nahi, namumkin hai." – Don (1978)
6 "Jisne 25 saal se apni maa ko thoda thoda marte dekha ho, use maut se kya darr." – Trishul (1978)
7 "Agar apni maa ka doodh piya hai to saamne aa." - Laawaris (1981)
8 "Hum jahan khade ho jaate hain, line wahi se shuru hoti hain." - Kaalia (1981)
9 "Main aur meri tanhaai, aksar ye baatein karte hain..." - Silsila (1981)
10 "I can talk English, I can walk English, I can laugh English because English is a very phunny language." - Namak Halaal (1982)
11 "Daaru peene se liver kharab ho jaata hai." - Satte Pe Satta (1982)
12 "Mujhe toh sirf apne aap se hi darr lagta hai." – Shakti (1982)
13 "Rishtey mein to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah!" – Shahenshah (1988)
14 "Vijay Dinanath Chauhan ... poora naam." - Agneepath (1990)
15 "Parampara, Pratishtha, Anushasan. Ye is gurukul ke teen stambh hai. Ye wo aadarsh hain jinse hum aapka aane waala kal banaate hain." - Mohabbatein (2000)