1 Humko mita sake zamaane me dum nahin, humse hai zamaana...zamaane se hum nahin. – Bulundi (1981)
2 Hum aankhon se surma nahi churaate...hum aankhein hi chura lete hain. – Tirangaa (1993)
3 Khudi ko kar buland itna ke har taqdeer se pehle khuda bande se khud pooche, bata teri raza kya hai. – Bulundi (1981)
4 Aapke paon dekhe, bahut haseen hai. Inhe zameen par mat utaariega, mailay ho jayenge. – Pakeezah (1972)
5 Rana ki shatranj ka ghoda a-dai ghar nahin chalta, seedhe raja ko marta hai. – Marte Dam Tak (1987)
6 Jaani, ye chaaku hai, bachchon ke khelne ki cheez nahi. Haath kat jaye toh khoon nikal aata hai. – Waqt (1965)
7 Chinai Seth, jinke apne ghar sheeshay ke hoon woh doosron par patthar nahi phenka karte. – Waqt (1965)
8 Jab hum dosti nibhate hain, toh afsaane likhe jaate hai... aur jab dushmani karte hain, toh tarikh ban jaati hai. – Saudagar (1991)
9 Hum tumhe maarenge, aur zaroor maarenge. Lekin woh bandook bhi hamari hogi, goli bhi hamari hogi aur waqt bhi hamara hoga. – Saudagar (1991)
10 Har aakhri shabd ke baad ek full stop hota hai... aur woh full stop hum hai. – Insaniyat Ke Devta (1993)